Har Mulaqat Par Waqt Ka Takaza HuaHar mulaqat par waqt ka takaza huaHar yaad par dil ka dard taza huaSuni thi sirf ghazalo mein judai ki baateinJab khud par beeti to haqeeqat ka andaza hua
Dil Hi To Hai Na Sang-o-KhishtDil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyonRoyenge hum hazar baar koi humein sataye kyonDaer nahi, haram nahi, dar nahi, aastaan nahiBaithe hain rehguzar pe hum gair humein uthaye kyonTranslationIt is only a heart, not stone or mortar, why should it not fill with painWe will wail a thousand times, why should anyone torment usIt is not a temple, mosque, a dearly beloved's door, nor a patron's entrywayWe are wayfarers, why should anyone evict us
Paas Aakar Sabhi Door Chale Jate HainPaas aakar sabhi door chale jate hainAkele the hum, akele hi reh jate hainAb apne dil ka dard hum kise dikhayeinKyonki marham lagane wale hi ab zakhm de jate hain
Har Zakhm Kisi Thokar Kee Meharbani HaiHar zakhm kisi thokar kee meharbani hai;Meri zindagi bas ek kahani hai;Mita dete sanam ke dard ko seene sePar ye dard hi uski akhiri nishani hai
Kitna Ajeeb Apni Zindagi Ka Yeh Safar NiklaKitna ajeeb apni zindagi ka yeh safar niklaSaare jahaan ka dard apna muqaddar niklaJiske naam apni zindagi ka har lamha kar diyaAfsos wahi hamari chahat se bekhabar nikla
Dil Se Na Pucho Ki Ander Dard Kitna HaiDil se na pucho ki ander dard kitna haiDhadkan se na pucho ki baki khel kitna haiPuchna hi hai to jalti hui laash se puchoZindagi mein gham aur kafan mein chain kitna hai